Neither one of us is Noor Jahan nor Jahangir. You can leave me any time you please. Your hands are held in mine, not bound in a chain. Master Haider scored for both movies. Ventured into her new married life with actor Ijaz, she then bid farewell to acting and became the dominant playback singer of Pakistan's film industry. She sang playback for Urdu and Punjabi films during the following two decades that included a large number of hit musical films with hundreds of memorable songs, many of those are among classics.
In , in a weak nostalgic moment, Noor Jehan put in a half-song for Bombay. In the early 's, upon invitation from Bombay's old fans, the melody queen visited India for that grand concert where she met her long-time friend Lata, her Jugnu dream Dilip Kumar, and the creator of the immortal Anmol Ghadi music Naushad, after the lapse of four decades.
Noor Jehan had recorded a few pieces of that serial. But other than that, she had been in semi-retirement for a few years battling her health problems. She died in Karachi on December 23, Gaana Artists Noor Jehan. Noor Jehan Songs.
Read full bio. Play All. Languages All punjabi urdu hindi english bhojpuri gujarati rajasthani haryanvi. Songs Episodes. D J Hot Remix. Naa jaane aaj kya mehsoos kar rahi hoon main Lag raha hai jaise sare ehsaas mar se gaye hai mere Jin ehsaaso ko shabdo mein piro kar ek naya roop diya karti thi. Aaj na jane kyun un shabdo se hi chid ho gayi hai mujhe Itne log hai mere aas paas lekin phir bhi akeli hoon main Sab kuch paakar bhi jaise kuch adhuri si hoon main Sapno me is kadar khoi rahi ki sacchai ka pata hi na chal saka.
Is tarah achanak sab khatm ho gaya ki ek aansu tak na beh saka Aaj khush hoon main, muskurati hoon main Koi dar nahi ki khone ko ab bacha hi kya hai Sab poochte hai ki itni khush kaise rehti hoon main Ki nahi jante wo, ab mere paas rone ko bacha hi kya hai….
Sadma to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon mein Lekin ye sochta hoon, Ke aab tera kyaa hoon mien. Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam Duniyaa Samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon mein. Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay, …. Tmhen pany ki talab me kitna roya dil-e-muntazir Rat bhar jagny ki ibadat ka koi inam dia hota.
Tum mere thay tum mere ho, Duniya ko bata kar kya kerna. Tum ehad nibhao chaahat se, …Koi rasam nibha kar kya kerna. Tum khafa bhi achhe lagty ho, Phir tum ko mana kar kya kerna. Tere dar pe aa k bethay hen Ab ghar bhi ja kar kya kerna Din yad se acha guzray ga. Is kashmakash mein Humse pehchane nahi jate, Kahaan dushman hain aur, kahan dost yaar baithe hain,.
Ishq ko aag ka dariya hai samajh lijiye hazoor, Koi uss paar baitha hai tu, Hum is paar baithe hain,. Kaun kehta hai ke is shehar mein saare hain bewafa, Humare samne do chaar wafadar baithe hain,. Kal tak jin ki hasrat thi Humien badnaam karne ki, Aaj wohi log Apne kiye pe sharamsaar baithe hain,.
Duniyaa se rooth jane ki khwahish hai Humari, Kya karoon is khwahish pe pehredaar baithe hain. Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha. Us k chubtay hue lehjay mein chupa pyar bhi tha. Main shayad phir na likhta usy apni khabar. Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun. ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun? Meri Judaii ki ghaam mein koi bhi nehi suunta Tumharey Baad sulaghney ki baat kis sey karun?
Kisey baataun k tujhy kahaan kahaan nehi dhunda Nagar nagar mein bhatakney ki baat kis sey karun? TEri talab mein yeh beichaain ab bhi rehta hai Main apney dil k machalney ki baat kis sey karun??!!!!!
Bhulanay se jo bhuly na wo kahani chor jaoungi teri ankhoon me pani ki aisy nami chor jaoungi. Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi Hum jis par mar mitey thay muhabat usay bi thi.! Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher udher Duniya se meri tarah shikayat usay bi thi Ye soch kar andheray me galay se laga liya. Raaton ko jaagnay ki to aadat usay bi thi Wo ro dia tha mujh ko pareshan dekh kar Us din khul k meri zarorat usay bi thi Un pathron k saath nibhaani pari usay Jin se faqat mujhy nahi nafrat usay bi thi..?
Mohabat ki kahani mein koi tarmeem mat karna, Mujhy tum tor dena per mujhy taqseem mat karna, Bohat hongey humare baad dawa-e-mohabat karne wale!! Yaad-e-wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna, Agar lafzon me nazar aye kabhi chehra mera! Chopke se choo lena… Choom lena… toheen mat karna.. Abi to main tmhre liye kuch nahi, Ye din guzr jaen ge, Ye musam Badal jaen ge, Waqt to guzar hi jata hai, Tmhra b mera B, Lekin… 1 din kisi lamhe tmhe meri yaad aaye gi, To Tum Be-ikhtiyar muskura do ge, Log pochain ge kya howa, Aur Tum kaho ge,.
Di Hai Ab To. Khafa Kyun Hain? Gila to mujh ko bhi kerna tha piyaas ka lekin, Jo khud hi sookh gayi us nadi se kiya kehta.. Tamaam shehr me jhoot ka raaj tha shayed, Main apne ghum ki haqeeqat kisi se kiya kehta ….!
Yaadein thee dafan aisi k bad-az-farokht bhi… Us ghar ki daikh-bhaal ko jaana parra mujhay…. Aisay bicharr k us nay to mar jaana tha ……. Saif… Us ki nazar may khud ko giraana parra mujhay. Mery hr udas pl mein, Mera sath chor jana Ye kahan ki ulfatain hain? Ye kahan ki dosti hy? Koi ghazal suna kar kya kerna, Yoon baat barrha kar kya kerna.? Hamara ye tum ko salaam aakhri hai Suno aj tum se kalaam aakhri hai Agar ho sake to bhula dena hum ko Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai Abhi aarzuon k sehra pyase hain Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai Zara dair thehro qazaa k farishto Labon pe hamara payaam aakhri hai Koi mil sake ga na Hasrat k jesa Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai.
Agar main dur ho jaon To palkon ko jhapak daina Agar ansu koi giraay Samajh jana keh wo hoon main. Hathaili saamnay rakhna Keh sab aansuu giraay us main Jo ruk jaye ga hounto per Samajh jana keh wo hoon main.
Kabhi jo chand ko daikho To tum yun muskura dena Keh phirr baadal bhi aajayee Samajh jana keh woh hoon main. Jo chal jayee hawa thandi To ankhain band ker laina Jo jhonka taiz ho ssab say Samajh jana keh wo hoon main.
Kahin pechy na reh jana. Kahin tanha na ker jana. Bary sapne sajain hain. Bary ansou chupaye hain. Tmhary 7 kabi aisa he hota hai. Jo mre 7 hota hai. Riwayat zamana kyun. Dam Mast Qalandar. Jhoolay Lal. Mohe Naina Milai. Sham Sud Duha Badar ud Duja. Bujhi Huyie Shama. Farsooda Jahan.
Kabhi Ai Haqeeqat. Jaani Door Gaye. Jinhoon Karna Ae Yaad Dila. Khali Morda Nahin Daata Hijveri. Marhaba Salle Ala. Ali Ali Maula Ali Ali. Allah Hoo Allah Hoo — Live. Nami Danam Che Manzil Bood. Raag Bahaar. Afreen Afreen. Allah Ho. Allah Ho Version 2. Kinna Sohna. Jhoole Jhoole Laal. Mera Piya Ghar Aaya — Live. Ya Hayyu, Ya Qayyum. Ae Wadah Shikan. Mahia Pardesi Ho Gaya. Tasbeeh De Ik Ik Dane. Yaad-e-Nabi Gulshan Mehka [version 2].
Ae Sarwar Duniya-e-Din. Mere Kamli Wale Lajpal. Pyar Akhiyan DeBhoye Te. Jinah Junah Tave. Muujah Haave. Rah Hassan. Enter New Email ID. Let us know you better Full Name. Submit Later. Profile Successfully Updated. This Email ID is already registered. Submit or click Cancel to register with another email ID.
Submit Cancel. Please enter Valid details Ok got it! Enter Email ID Submit. Edit Email Id Contact Us. Create New Save OR. Select From Existing Playlist. Listen to Taang Uthake - Housefull 3 1 day ago. Labheshs iPhone 6s Active Save. Are you sure want to delete the Playlist Delete Cancel. Recent Searches. Songs View all.